Bas tumhara message

Mera birthday ho ya diwali ya new year, humne kabhi ek doosre ko wish nahi Kiya. Itna kareeb ka talquk hi nahi tha hamara.

Phir bhi , jo cheez kabhi hui hi nahi, uske na hone ka itna gham hai kee baki sab ke message bhi koi khusi nahi de pate mujhe

Leave a Comment